Yaad Reh Jaati Hai B Praak Lyrics: A Melodic Gem Capturing Hearts
The soulful world of “Yaad Reh Jaati Hai” sung by the incredibly talented B Praak.The lyrics of “Yaad Reh Jaati Hai,” penned by the talented Kunaal Vermaa, are poetic and relatable.
They encapsulate the essence of memories that stay with us, evoking feelings of love, longing, and nostalgia.
Yaad Reh Jaati Hai B Praak Lyrics
Dur Tak Jaake Aankhein Laut Aayi Hai Khali
Hai Jahan Dusra Jisme, Tumne Duniya Basa Li
Dur Tak Jaake Aankhein Laut Aayi Hai Khali
Hai Jahan Dusra Jisme, Tumne Duniya Basa Li
Saamne Kyun Nahi Ho Tum
Dil Mein Bas Ye Baat Reh Jaati Hai
Tu Na Ho To Har Chiz Mit Jaati Hai
Zindagi Aur Bhi Humein Tadpati Hai
Yaad Yaad Yaad
Bas Yaad Reh Jaati Hai
Yaad Yaad Yaad
Bas Yaad Reh Jaati Hai
Ho Teri yaad,,
Pass Kehne Ko Mere Kuch Bhi Bacha Nahi
Tha Sirf Tuhi Mera, Tubhi Raha Nahi
Pass Kehne Ko Mere Kuch Bhi Bacha Nahi
Tha Sirf Tuhi Mera, Tubhi Raha Nahi
Ek Baar Koi Jo Mujhe De De Kalam Rab Ki
To Main Likh Du Wo Jo Kismat Me Likha Nahi
Saans Chalti Hai Dhadkan Ruk Jaati Hai
Deke Aawaz Bas Tujhko Hi Bulati Hai
Yaad Yaad Yaad
Bas Yaad Reh Jaati Hai
Yaad Yaad Yaad
Bas Yaad Reh Jaati Hai
Kyun Bikharte Hai Khawab, Ret Ke Ujaalon Se
Kyun Gujarati Hai Zindagi Imtihaano Se?
Hai To Aakhir Me Tut Jana Isey Yun Hi?
Saath Dil Ke To Yahi Hota Hai Jamaano Se?
Saath Dil Ke To Yahi Hota Hai Jamaano Se?
Tu Nahi To Har Chiz Mit Jaati Hai
Zindagi Aur Bhi Humein Tadpati Hai
Yaad Yaad Yaad
Bas Yaad Reh Jaati Hai
Yaad Yaad Yaad
Bas Yaad Reh Jaati Hai
Song Credits
Song | Yaad Reh Jaati Hai |
Singer | B Praak |
Lyrics | Kunaal Vermaa |
Music | Payal Dev |
Social Media Buzz | Yaad Reh Jaati Hai B Praak Lyrics
You can’t scroll through Instagram these days without stumbling upon a reel featuring “Yaad Reh Jaati Hai B Praak Lyrics”
People are not just sharing their love for the song but also connecting with others through their interpretations and emotions.
Conclusion : Yaad Reh Jaati Hai B Praak Lyrics
In a world where music connects us all, “Yaad Reh Jaati Hai” by B Praak stands out as a powerful reminder of the memories we cherish.
Its catchy lyrics, soulful melody, and the emotional weight carried by B Praak’s voice make it a must-listen for everyone, especially the youth.